Tuesday 29 September 2015




Maine pucha kahan ho Tum?
Usne kaha teri Sanso main.......
Tere Dil main..... Tere Khyalo main....
Teri Nas-Nas main..................


Maine pucha kahan nahi ho Tum ?
Usne kaha  teri kismat main....

Tere  Zindagi main...
Aur  Tumhaare  Saath  main......! ! !


No comments:

Post a Comment